GRABWORLD

Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.
GRABWORLD

ITS ALL ABOUT GRAB!!!


+2
anisa
07951689033
6 posters

    Shair Shayri

    07951689033
    07951689033
    SUPER MODERATOR
    SUPER MODERATOR


    Male
    Number of posts : 306
    Age : 34
    Location : London
    Job/hobbies : Bikes
    Registration date : 2008-03-23

    Shair Shayri - Page 3 Empty Re: Shair Shayri

    Post by 07951689033 Mon May 12, 2008 2:09 pm

    Itni shiddat se maine paas hone ki koshish ki hai,
    k har teacher ne mujhe marks na dene ki saazish ki hai,

    Ye exams bhi apne hindi filmon ki tarah hote hain,
    ant tak sab kuch achha ho hi jata hai-HAPPYS ENDINGS.

    Agar tum kisi paper mein paas hona chahte ho,
    to saari kaaynat tumhe usko paas karane me lag jati hai,
    aur agar aisa nahi hota.. to exam abhi khatam nahi hue,
    SUPPLY abhi baaki hai mere dost.
    jhumrii
    jhumrii
    SUPER MODERATOR
    SUPER MODERATOR


    Female
    Number of posts : 522
    Registration date : 2008-04-16

    Shair Shayri - Page 3 Empty Re: Shair Shayri

    Post by jhumrii Tue May 13, 2008 1:51 am

    U r Ultimate
    U r Lovely
    U r Likable
    U r Unique
    In short ……
    U r ULLU !!!
    07951689033
    07951689033
    SUPER MODERATOR
    SUPER MODERATOR


    Male
    Number of posts : 306
    Age : 34
    Location : London
    Job/hobbies : Bikes
    Registration date : 2008-03-23

    Shair Shayri - Page 3 Empty Re: Shair Shayri

    Post by 07951689033 Tue May 13, 2008 5:16 am

    ek achchhi ladki thi ham bhi usko achchhe lagte the,,,,
    der tak lekin kahan chalte hen aise haseen silsile.....
    jhumrii
    jhumrii
    SUPER MODERATOR
    SUPER MODERATOR


    Female
    Number of posts : 522
    Registration date : 2008-04-16

    Shair Shayri - Page 3 Empty Re: Shair Shayri

    Post by jhumrii Tue May 13, 2008 11:14 am

    aanso tumare niklein per ankhein meri ho,
    dil tumara dhadke per dhadkane meri ho,

    KHUDA KARE,
    hamari dosti itni gahri ho,
    Ki noukri tum karo aur salary meri ho.
    07951689033
    07951689033
    SUPER MODERATOR
    SUPER MODERATOR


    Male
    Number of posts : 306
    Age : 34
    Location : London
    Job/hobbies : Bikes
    Registration date : 2008-03-23

    Shair Shayri - Page 3 Empty Re: Shair Shayri

    Post by 07951689033 Tue May 13, 2008 2:31 pm

    adha sher wah wah
    last line na shairy ke tang khinch dee hai lol
    07951689033
    07951689033
    SUPER MODERATOR
    SUPER MODERATOR


    Male
    Number of posts : 306
    Age : 34
    Location : London
    Job/hobbies : Bikes
    Registration date : 2008-03-23

    Shair Shayri - Page 3 Empty Re: Shair Shayri

    Post by 07951689033 Tue May 13, 2008 2:32 pm

    Aansoon nay ghumon sa ghabra ker
    Gir K palkon say khudkhushio ker li
    jhumrii
    jhumrii
    SUPER MODERATOR
    SUPER MODERATOR


    Female
    Number of posts : 522
    Registration date : 2008-04-16

    Shair Shayri - Page 3 Empty Re: Shair Shayri

    Post by jhumrii Tue May 13, 2008 10:28 pm

    Ek hawa ka jhoka as aaya
    To laga jaise ke tum aaye ho

    Darwaze par kisi ki aahat si hui
    To laga jaise ke tum aaye ho

    AB tum hee bataoo...
    Kya tum kisi bhoot se kam ho
    jhumrii
    jhumrii
    SUPER MODERATOR
    SUPER MODERATOR


    Female
    Number of posts : 522
    Registration date : 2008-04-16

    Shair Shayri - Page 3 Empty Re: Shair Shayri

    Post by jhumrii Tue May 13, 2008 10:30 pm

    Dil ki aag ko ashko se bujha lenge,
    ayegi jo yaad tumari jaam utha lenge,

    hamse behtar koi mile to btana,
    tumari rahon se khud ko hata lenge.
    07951689033
    07951689033
    SUPER MODERATOR
    SUPER MODERATOR


    Male
    Number of posts : 306
    Age : 34
    Location : London
    Job/hobbies : Bikes
    Registration date : 2008-03-23

    Shair Shayri - Page 3 Empty Re: Shair Shayri

    Post by 07951689033 Wed May 14, 2008 4:14 am

    Ana Ki CHandni Se Jall GAya Mera Angan..!!

    Ana K Hath Khelona Bana Mera Jevan...!!
    07951689033
    07951689033
    SUPER MODERATOR
    SUPER MODERATOR


    Male
    Number of posts : 306
    Age : 34
    Location : London
    Job/hobbies : Bikes
    Registration date : 2008-03-23

    Shair Shayri - Page 3 Empty Re: Shair Shayri

    Post by 07951689033 Wed May 14, 2008 4:17 am

    Woh Apne Ishq Mein Kaisa Kamal Rakhta Hai ,
    Ke BeRukhi Mein Bhi, Mera Khayal Rakhta Hai ..

    Jo Aaj Mera Nahi Hai Woh Kal Mera Hoga ,
    Kay Har Zamana Urooj-O-Zawal Rakhta Hai ..

    Ajab Nahi Woh Jahan Bhar Ko Bewafa Samjhe ,
    Nazar Mein Meri Wafa Ki Misaal Rakhta Hai ..

    Kahan Talak Koi Dast-E-Karam Ko Zehmat De ,
    Tamaam Sehar Hi Dast-E-Sawaal Rakhta Hai ..

    Meri Uraan K Aagay Hai Kis Qadar Be-Bas ,
    Yeh Aasman, Jo Sitaron Ka Jaal Rakhta Hai ..

    Tera Khayal Hi Kuch Meherban Hai Verna ,
    Jahaan Mein Kaun Kisi Ka Khayal Rakhta Hai ..

    Woh Apne Ishq Mein Kaisa Kamal Rakhta Hai ,
    Kay BeRuckhi Mein Bhi, Mera Khayal Rakhta Hai
    jhumrii
    jhumrii
    SUPER MODERATOR
    SUPER MODERATOR


    Female
    Number of posts : 522
    Registration date : 2008-04-16

    Shair Shayri - Page 3 Empty Re: Shair Shayri

    Post by jhumrii Wed May 14, 2008 6:16 am

    Dil k dard ko zuba par laate nahi,
    hum apni aankhon se ansu bahate nahi,
    Zakhm chahe kitne hi gahre kyo na ho,
    ??
    hum DETTOL k siva kuch laagate nahi.
    jhumrii
    jhumrii
    SUPER MODERATOR
    SUPER MODERATOR


    Female
    Number of posts : 522
    Registration date : 2008-04-16

    Shair Shayri - Page 3 Empty Re: Shair Shayri

    Post by jhumrii Wed May 14, 2008 6:18 am

    Jo mujh se pocha hai aj tum ne
    k main tumhara hoon kia, batao
    tu khud hi socho....tum aik pal ko
    bhala main kese tumhain bataon
    hai tum se mera wohi taaluq
    jo apnay saaye se hai shajar ka
    wohi jo khursheed se Qamar ka
    gulloon se hota hai jo mehak ka
    kisi ki ankhon k mast dorroon se
    us k mehboob ki jhalak ka
    main hon badan tu tum is ki jaan ho
    bahar mosam ki tarjuman ho
    Lahoo ki soorat meri ragon main
    her aik lamha rawan dawan ho
    Namaz hon main tu tum azzaan ho
    makeen hon main tu tum makaan ho
    zameen hon main tum asman ho
    wohi taaluq hai tum se mera
    jhumrii
    jhumrii
    SUPER MODERATOR
    SUPER MODERATOR


    Female
    Number of posts : 522
    Registration date : 2008-04-16

    Shair Shayri - Page 3 Empty Re: Shair Shayri

    Post by jhumrii Wed May 14, 2008 6:19 am

    Chand hoton pe wafa ke takaze mil jayege
    Chand hoton pe wafa ke takaze mil jayege
    pathroon ke seher mein kuch aaine mil jayege
    teri kismat main jo khushian hain tujhe mil jayegi
    mere hisse ke jo aansoo hain mujhe mil jayege
    jhank ker dakhogi jab tum apne mazi main
    kabhi tum ko yadoon ke hazaroon silsiley mil jayege
    07951689033
    07951689033
    SUPER MODERATOR
    SUPER MODERATOR


    Male
    Number of posts : 306
    Age : 34
    Location : London
    Job/hobbies : Bikes
    Registration date : 2008-03-23

    Shair Shayri - Page 3 Empty Re: Shair Shayri

    Post by 07951689033 Mon May 19, 2008 2:48 pm

    aane ko hai jindgi tum mere nam ka diya jalalo
    ab sab ki aajmaishe khatm ho gayi hai chalo tum bhi aajmalo

    chaho to kahlo mujhe tum ret kisi ke pero ki
    mohasan mere ham dam tum mujhe firse rond dalo

    mene kabhi kiya hai shikwa ki tumhara hunr jara sa kam kam sa hai
    mujhe rond kar kar mante ho wo najr aayega to ye kadm bhi udalo

    mene to tumko kayant sa mana hai khud ke liye
    tum kahate ho gar dushaman mujhe to jaan lekar dushamni nikalo

    kash ki meri bhi hatho me hoti meri jindgi
    to mai sabse pahle tumhe kahati lo ab esko bhi bajar me utaro

    shabdo ke teero se nate todte ho tum jaane kese afsano ki tarh
    jo dil apna tumhare sine me rakha tha jarra us par bhi ek najr dalo

    mai to aajmaish hu ek numaish-e-wafa ki
    tum bewafa kah kar mujhe fir se jeena ka hosala de dalo

    jane kaha kaha se raho par udte badl najr aa jate hai
    chand tare bhi ab to kahte hai hame aanchal me chhupalo
    07951689033
    07951689033
    SUPER MODERATOR
    SUPER MODERATOR


    Male
    Number of posts : 306
    Age : 34
    Location : London
    Job/hobbies : Bikes
    Registration date : 2008-03-23

    Shair Shayri - Page 3 Empty Re: Shair Shayri

    Post by 07951689033 Mon May 19, 2008 2:48 pm

    Pyaar aise karna ki cheez parayi bhi apni hojaye,
    Saath aise nibhana ki khushi hi khushi nazar aye….
    Raste aasan ho na ho per bhi kadam na dagmagaye,
    Dil aise lagana ki puri khudayi bhi sir jukaye…….
    Judaa aise hona ki zindigi bhi saath chod jaye……………..
    jhumrii
    jhumrii
    SUPER MODERATOR
    SUPER MODERATOR


    Female
    Number of posts : 522
    Registration date : 2008-04-16

    Shair Shayri - Page 3 Empty Re: Shair Shayri

    Post by jhumrii Tue May 20, 2008 5:55 am

    Unhone Apna Kabhi Bnaya Hi Nhi, Jootha Hi Sahi Pyar Dikhaya Hi Nhi.

    Galtiyan Apni Hum Maan B Jaate, Par Kya Kare Kasoor Hmara Hume Btaya Hi Nhi.

    Hazaro Jhopdiya Jalkar Rakh Hoti Hai, Tab Jakar Kahi 1 Mahal Banta Hai.

    Aashiqo Ke Marne Pe Kfan Bhi Nhi Milta,Or Hasinao Ke Marne Pe Tajmahal Bnta Hai.
    jhumrii
    jhumrii
    SUPER MODERATOR
    SUPER MODERATOR


    Female
    Number of posts : 522
    Registration date : 2008-04-16

    Shair Shayri - Page 3 Empty Re: Shair Shayri

    Post by jhumrii Tue May 20, 2008 5:56 am

    Zindagi Mein Aise Mauke Aate Hain, Kuchh Lamhe Hasate Hain Kuchh Rulate Hain.

    Kisi Bahane Hamein Yaad Karte Rehna, Warna Aajkal Log Naam Tak Bhool Jate Hain.
    jhumrii
    jhumrii
    SUPER MODERATOR
    SUPER MODERATOR


    Female
    Number of posts : 522
    Registration date : 2008-04-16

    Shair Shayri - Page 3 Empty Re: Shair Shayri

    Post by jhumrii Tue May 20, 2008 6:00 am

    Jinki Tamana Dil Mai Thi …Judai Ab Hum Unki Sehte Hain…..

    Furasat Nahi Unhe Humse Kuch Batein Karne Ki…

    Isliye Ab Hum Har Waqt Khamosh Rehte Hain…….(
    anisa
    anisa
    CO-ADMIN
    CO-ADMIN


    Female
    Number of posts : 738
    Registration date : 2008-02-26

    Shair Shayri - Page 3 Empty Re: Shair Shayri

    Post by anisa Wed May 28, 2008 8:54 am

    main tuj se door sahi par juda to nahi

    jitni hoon main tuj pay or koi fida to nahi
    mana k duhk poncha hai tujy maray waje se
    main b to insan hoon khud to nahi
    taklef nahi daina chahte teeh maat roht muj se
    main saaht nibhawoongi main baywafa to nahi
    kaise samjawoon tumhain koi raah to dehkawoo
    jise to tujy pass lawoon zindagi sada to nahi
    kyon kar tujy naraz karoon aa mare zindagi
    yoon khamoshe na rahoo kahin hum se khafa to nahi
    tujy dil main basawoon kahin door jane na doon
    tujy sakoon na day sakoon hum main aise koi ada to nahi
    too mare dil main hai ban k darkan es ki
    tujy koi dard milay mare laboon pay aise koi dua to nahi
    tere intezar main sare zindagi guzar doon
    koi jalta rahe har paal aisa koi diya to nahi
    jise se tare dil ko rahat ponche aa mare sanam
    itna pyar doon tuje k mare khon pay lihka name kahin tumhara to nahi
    jhumrii
    jhumrii
    SUPER MODERATOR
    SUPER MODERATOR


    Female
    Number of posts : 522
    Registration date : 2008-04-16

    Shair Shayri - Page 3 Empty Re: Shair Shayri

    Post by jhumrii Wed May 28, 2008 10:23 pm

    maine chaha tumko
    tumne chaha kisi aur ko
    khuda na kare jise tum chaho
    woh chahe kisi aur ko
    jhumrii
    jhumrii
    SUPER MODERATOR
    SUPER MODERATOR


    Female
    Number of posts : 522
    Registration date : 2008-04-16

    Shair Shayri - Page 3 Empty Re: Shair Shayri

    Post by jhumrii Sat Jun 07, 2008 12:22 pm

    Tujhe bhulkar bhi na bhool payenge hum,
    Bas yehi ek wada nibha payenge hum,
    Mita denge khud ko bhi jahan se lekin,
    Tera naam dil se na mita payenge hum..
    jhumrii
    jhumrii
    SUPER MODERATOR
    SUPER MODERATOR


    Female
    Number of posts : 522
    Registration date : 2008-04-16

    Shair Shayri - Page 3 Empty Re: Shair Shayri

    Post by jhumrii Sat Jun 07, 2008 12:23 pm

    Dariya wafaoo ka kabi rukta nahi,
    Mohabat me insaan kabhi jukta nahi,
    Hum chup hai kisi ki khushi ke liye,
    aur wo sochte hai dil hamara dukhta nahi.
    jhumrii
    jhumrii
    SUPER MODERATOR
    SUPER MODERATOR


    Female
    Number of posts : 522
    Registration date : 2008-04-16

    Shair Shayri - Page 3 Empty Re: Shair Shayri

    Post by jhumrii Mon Jul 07, 2008 11:55 pm

    ANUM
    ANUM
    JUNIOR MEMBER
    JUNIOR MEMBER


    Female
    Number of posts : 46
    Age : 39
    Registration date : 2008-06-20

    Shair Shayri - Page 3 Empty Re: Shair Shayri

    Post by ANUM Tue Jul 08, 2008 1:01 am

    Darechay Sy Jhankti Woh Larki,Ajeeb Dukh Say Bhari Hoi Hai.....

    Ky Us Ky Aangan Main Phool Par,Ayk Tittli Mari Hoi Hai...

    Kabhi Azanoun Main Khoi Khoi,Kabhi Namazoun Roi Hoi...

    Woh Aisay Dunyia Ko Dykhti Hai,Jaisay us Say Dari Hoi...

    Durood Say Mahkii Mahkii Sansain,Wazefa Parhti Hoi Woh Aanlhin...

    Ky Shamma-E-Umeed Un Main Kaii Baras Dhari Hoi Hay...

    Woh Dukh Ki Chader Main Lipti Lipti,Woh Kala Kaproun Main Simati Simati...

    Muhabbat Us Ny Bhi kisi Sy Shayd,Mari Tarhan Hi Ki Hoi Hai...

    Baray Zamanoun Ky Bad Barsi Hain,Mari Aankhin Kisi Ky Khatir...

    Baray Zamanay Ky Bad Dil Ki Zameen,Phir Sy Hari Hoi Hai...
    ANUM
    ANUM
    JUNIOR MEMBER
    JUNIOR MEMBER


    Female
    Number of posts : 46
    Age : 39
    Registration date : 2008-06-20

    Shair Shayri - Page 3 Empty Re: Shair Shayri

    Post by ANUM Tue Jul 08, 2008 1:03 am

    Kabhi Khud Hi Mary Pass Aa,

    Mari Baat Sun Mara Sath Dy,

    Jo Khalish Hai Dil Sy Nikal Kar,

    Mujhy Uljhanoun Sy Nijaat dy,

    Tujhy Sochna Mara Mashgala,

    Tujhy Daykhna Mari Aarzoo,

    Mujhy Din Dy Apny Khayal Ka,

    Mujhy Qurb Ki Ayk Raat Chal,

    Mari Zindagi Mary Sath Chal,

    Mary Hath Main Apna Hath Dy,

    Tary Qadam Hain Jahan Jahan,

    Mari Manzilain Hain Wahann Wahann,

    Mujhy Dil Main Apnay Panah Dy,

    Mujhy Pass Rakh Mara Sath Dy.....

    Sponsored content


    Shair Shayri - Page 3 Empty Re: Shair Shayri

    Post by Sponsored content


      Current date/time is Tue May 14, 2024 9:38 am